Welcome To Poetry - Printable Version +- Brisbane Forums (https://brisbaneforums.com) +-- Forum: General Discussions (https://brisbaneforums.com/forum-3.html) +--- Forum: Brisbane General Chat (https://brisbaneforums.com/forum-10.html) +--- Thread: Welcome To Poetry (/thread-139.html) Pages:
1
2
|
Welcome To Poetry - loveheat - 12-23-2003 muhabbat ho bhi jaay to ...rafaqat ho nahi sakte kise ka lan hela deyna ijazat ho nahi sakte.. hamary bad bhi tum ko koi itna kabhi chahay hamare ankah ka anso shekayat ho naho sakte koi harfay tasale hi jawabam keh deya hota kese ke yaad mian tanha reazat ho nahi sakte tumhi ko dil say bas chaha tumhara nam bas socha tumharay bad pher ham say yeah chahat ho nahi sakte poetry - loveheat - 12-23-2003 Teri judaai mei roney ki aadat hogayee "BEWAFAII KI YEH INTEHA HOGAYEE k tujhse juda hokar bhi jeeney ki aadat hogayee tum laut ke aaogey humsey milney roz dil ko behlaney ki aadat hogayee terey waadey pe kya bharosa kiya humney keh shab bhar tera intezaar karney ki aadat hogayee khushi mei bhi hum kya muskuratey k teri judaai mei roney ki aadat hogayee kaafiley nikal gaye humein chhor k k... ab to tanha safar ki aadat hogayee har morh par mili ghum ki parchhaiyaan zindagi se samjhota karney ki aadat hogayee jaantey thay keh nahi hosaktey kabhi tum hamarey phir bhi khuda se tujhey maangney ki aadat hogayee paiman-e-wafaa kya hai humey kya maloom k bewafaaon se dil laganey ki aadat hogayee poetry - loveheat - 12-23-2003 MAGHROR HI SAHI MAGER ACHA BUHAT LAGA WOH AJNABI TO THA MAGER APNA BUHAT LAGA RAISHAM PAHAN KAR BHI MERI QEMAT NA BARH SAKI KHADAR BHI US KAY JISAM PE MAHNGA BUHAT LAGA poetry - loveheat - 12-23-2003 AEE KHUDA AEE KHUDA SUN LE TU YE DUA KARWA DE TU US SE DOSTI AEE KHUDA AAE KHUDA KARTA HOON ISHQ US SE MAGAR PEHLE TUJH SE PHIR US SE AEE KHUDA KHUDA BAS ITNI SI HAI DUA SUN LE TU YE DUA ! ek shair - loveheat - 12-23-2003 ahh bharti hoi ayee ho slimming centre ahh ko chahiya aik umer asar honay tuk dieting khail nahi chund dino ka begum aik sadi chahiya kamray ko; kamar honay tuk Kash kabhi yun bhi bolo tum - loveheat - 12-23-2003 kash! kabhi yun bhi to ho k!tum kaho mujh say tu meri ankh main khwab ban kar basti hae teray qurub ki khwahish;teray wisil ki tamnna hasrat ban kar meray dil main palti hae teri yaad ankh k diya main shabh bhar loo ban kar jalti hae tu duaa ban kar vird ki sorat main har pal sajAUDa raiz rahti hae tumhari ankhon main chamaktay jugnu aksar main sochti hoon kash! kabhi yun bhi to ho k tum mujh say kaho!! Hayaat - loveheat - 12-23-2003 zindigi kai moor per jab main nai apni hayaat yoon hari thi hum heraan sai kharay soh rahay thy ya kia hua akhir magar us sai ziyada heeranimujh ko is baat per hui meri haar ka jushan mananay walay koi or nahi sab faqat meray apnay thy Relations - loveheat - 12-23-2003 RELATIONS ARE NOT JOKE BUT THEY HAVE IMPORTANCE, WHEN WE MAKE SOMEBODY OUR FRIEND OR ELSE WE MUST MEAN IT. BCZ THE RELATIONS ARE ACTUAL GUARDS OF HUMANITY. Ajj - loveheat - 12-23-2003 AJJ !!! AJJ 1 DAU AUR MANG LOO AJJ 1 SAPNA AUR DEKH LO AJJ 1 HANSI AUR BANTH LO AJJ 1 ANSOO AUR PEEY LOO AJJ 1 ZINDAGI AUR JEE LOO KIYA PATA KAL HO NA HO!!!!!!!!** Na Kah Saaqi Bahaar Aane Ke Din Hain - loveheat - 12-23-2003 na kah saaqi bahaar aane ke din hain jigar ke daaGh chhil jaane ke din hain adaa si Khuub adaa aane ke din hain abhi to duur sharmaane ke din hain garebaaN AUDuuNAUDate hain haath mere chaman mein phuul khil jaane ke din hain tumhein raaz-e-mohabbat kya bataayein tumhare khelne khaane ke din hain ghaTaayein uunchi uunchi kah rahi hain may-e-anguur khinchvaane ke din hain THE PEOPLE CHANGE..... - loveheat - 12-23-2003 THE PEOPLE WHICH CHANGE THEIR WAYS ;WHY THEY CHANGE IT ; WHY Hamsafar - loveheat - 12-23-2003 'mere paoon chalni huey mager kahin ruk saka na mera humsafar meri narsaee k haath mein na chiraagh hai na koee huner kisi raaste ki talash mein hai lahu lahu meri chashme ter meri bebasi k hisaab mein aey mere khuda mere moataber koee humsafar wohi humsafar' Aaj Ki Raat Bhi Guzri Hai Meri Kal Ki Tarah - loveheat - 12-23-2003 aaj ki raat bhi guzri hai meri kal ki tarah haath aaye na sitaare tere aaNchal ki tarah raat jalti hui ik aisi chita hai jis par teri yaadein hain sulagte huye sandal ki tarah tu ki dariya hai magar meri tarah pyasa hai main tere paas chala aauNgaa baadal kii tarah main huN ik Khvaab magar jaagti aaNkhon kaa "Noman" aaj bhi log gavaN de na mujhe kal ki tarah Chehre Pe Mere Zulf Ko Phailaao Kisi Din - loveheat - 12-23-2003 chehre pe mere zulf ko phailaao kisii din kyaa roz garajate ho baras jaao kisi din raazon ki tarah utro mere dil mein kisi shab dastak pe mere haath ki khul jaao kisi din peDon ki tarah husn ki baarish mein nahaa luuN baadal ki tarah jhuum ke ghir aao kisi din Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se phulon ki tarah mujh pe bikhar jaao kisi din phir haath ko Khairaat mile band-e-qaba ki phir lutf-e-shab-e-vasl ko doharaao kisi din guzaren jo mere ghar se to ruk jaayen sitare is tarah meri raat ko chamakaao kisi din main apani har ik saans usi raat ko de duuN sar rakh ke mere seene pe so jaao kisi din Tery Wafa - loveheat - 12-23-2003 Aur kia daday wafa chiya tery wafa kay baad Jab Bhi logh yaad kartey hain mujhe tery naam kay baad SAHIL OR SHARA - loveheat - 12-23-2003 WHO SAHIL OR MAIN SHARA DONO KA HAI DARD IKHARA UAUDER BHATI HAIN NUM HAWAIN OR APNA DAMAN SHARA MANIND SUCH POCHOO TO MERI JAAN YAHAN REHNAY KO JI KARTA HAI MAGAR YA BHI TO SOCHO MERI JANA HUM KO BHI WAPAS JANA SARI UMAR KHUD KO YA SMJHANA KHEELNAY KO CHAND NAHI MILTA MURJHAYA PHOOL NAHI KHILTA, |